Jawani, sajda, akelapan, ghar ki zimmedariyan, adhori khwahishein, nakaamiyan, mustaqbil, family sy dour , siskiyaan, mushkilat, thakawat, thaany, naa’umeedi, nakaam dostiyan aur pata nahi kia kia seeny mai liye agar jee rahe hai toh kamaal kar rahe hai ap >>💙