@RubiMuneer
@RBKhan2013
@Khalif71398225
Masoom Ammar ki jb pic/video Nazar sai guzarti hai Dil Cheer k Rakh deti hai na jany maa baap aur family kis azab sai guzar rahi hai 💔
Sheikh Mujeeb ur Rehman nai acha kiya Jo BD alehda ho gaya 😥
@RubiMuneer
@RBKhan2013
@Khalif71398225
Masoom Ammar dil pai naqsh ho gaya shyd zindagi Bhar na bhula paoun iss nanhay shaheed shahzady ko itna Kisi qareebi Aziz ki rehlat ka dukh nhi hua jitna Ammar ko azei'yat mai aur wafat ki Khabar sun k hua 😥